Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Raaz Muradabadi

1916–1982

Poems

Meter
  1. bharī bahār meñ dāman darīda haiñ ham loghameñ thā za.am-e-bahār āfrīda haiñ ham log
  2. chaman meñ ātish-e-gul bhī nahīñ dhuāñ bhī nahīñbahār to ye nahīñ hai magar ḳhizāñ bhī nahīñ
  3. ġham ke thā harīf-e-jāñ ab harīf-e-jānāñ haiab vo zulf-e-bar.ham hai ab vo chashm-e-giryāñ hai
  4. kisī ke va.ada-e-sabr āzmā kī ḳhair ke hamab etibār kī had se guzarte jāte haiñ
  5. har ik shikast-e-tamannā pe muskurāte haiñvo kyā kareñ jo musalsal fareb khāte haiñ