Poet
Qadr Bilgrami
قدر بلگرامیPoems
- افسردہ دل کے واسطے کیا چاندنی کا لطفلپٹا پڑا ہے مردہ سا گویا کفن کے ساتھafsurda dil ke vāste kyā chāndnī kā lutflipṭā paṛā hai murda sā goyā kafan ke sāth
- جہاں گلشن وہاں گل ہے جہاں گل ہے وہاں بو ہےجہاں الفت وہاں میں ہوں جہاں میں ہوں وہاں تو ہےjahāñ gulshan vahāñ gul hai jahāñ gul hai vahāñ bū haijahāñ ulfat vahāñ maiñ hūñ jahāñ meñ hūñ vahāñ to hai
- دیکھنا غافل نہ رہنا چشم تر سے دیکھناآئنہ جب دیکھنا میری نظر سے دیکھناdekhnā ġhāfil na rahnā chashm-e-tar se dekhnāā.īna jab dekhnā merī nazar se dekhnā