Poet
Parveen Umm-e-Mushtaq
پروین ام مشتاقb. 1866
Poems
- کبھی نہ جائے گا عاشق سے دیکھ بھال کا روگپلاؤ لاکھ اسے بد مزہ دوائے فراقkabhī na jā.egā āshiq se dekh bhāl kā rogpilā.o lākh use bad maza davā-e-firāq
- کچھ تو کمی ہو روز جزا کے عذاب میںاب سے پیا کریں گے ملا کر گلاب میںkuchh to kamī ho roz-e-jazā ke azāb meñab se piyā kareñge milā kar gulāb meñ
- کسی کے سنگ در سے ایک مدت سر نہیں اٹھامحبت میں ادا کی ہیں نمازیں بے وضو برسوںkisī ke sang dar se ek muddat sar nahīñ uṭhāmohabbat meñ adā kī haiñ namāzeñ be vuzū barsoñ
- کیوں اجاڑا زاہدو بتخانۂ آباد کومسجدیں کافی نہ ہوتیں کیا خدا کی یاد کو
- گر آپ پہلے رشتۂ الفت نہ توڑتےمر مٹ کے ہم بھی خیر نبھاتے کسی طرحgar āp pahle rishta-e-ulfat na toṛtemar miṭ ke ham bhī ḳhair nibhāte kisī tarah
- مجھے جب مار ہی ڈالا تو اب دونوں برابر ہیںاڑاؤ خاک صرصر بن کے یا باد صبا بن کرmujhe jab mār hī ḍālā to ab donoñ barābar haiñuṛā.o ḳhāk sarsar ban ke yā bād-e-sabā ban kar
- مخلوق کو تمہاری محبت میں اے بتوایمان کا خیال نہ اسلام کا لحاظmaḳhlūq ko tumhārī mohabbat meñ ai butoīmān kā ḳhayāl na islām kā lihāz
- نکلے ہیں گھر سے دیکھنے کو لوگ ماہ عیداور دیکھتے ہیں ابروئے خم دار کی طرفnikle haiñ ghar se dekhne ko log māh-e-e.idaur dekhte haiñ abrū-e-ḳham dār kī taraf
- وہ ہی آسان کرے گا مری دشواری کوجس نے دشوار کیا ہے مری آسانی کوvo hī āsān karegā mirī dushvārī kojis ne dushvār kiyā hai mirī āsānī ko
- ہوتی نہ شریعت میں پرستش کبھی ممنوعگر پہلے بھی بت خانوں میں ہوتے صنم ایسےhotī na sharī.at meñ parastish kabhī mamnūgar pahle bhī but ḳhānoñ meñ hote sanam aise