Poet
Pankaj Subeer
b. 1975
Poems
- بڑی جانی ہوئی آواز میں کس نے بلایا ہےکوئی گزرے ہوئے وقتوں سے شاید لوٹ آیا ہےbaṛī jānī huī āvāz meñ kis ne bulāyā haikoī guzre hue vaqtoñ se shāyad lauṭ āyā hai
- تمہارا غم نہ ہو تو زندگی اچھی نہیں لگتیخموشی سے بہے جو وہ ندی اچھی نہیں لگتیtumhārā ġham na ho to zindagī achchhī nahīñ lagtīḳhamoshī se bahe jo vo nadī achchhī nahīñ lagtī
- تیرا قول و قرار باقی ہےاور مرا انتظار باقی ہےterā qaul-o-qarār bāqī haiaur mirā intizār bāqī hai
- چاند کی اپنی کہانی رات کا قصہ الگداستان عشق میں ہے تجربہ سب کا الگchānd kī apnī kahānī rāt kā qissa alagdāstān-e-ishq meñ hai tajriba sab kā alag
- چاند میں ہے کوئی پری شایداس لیے ہے یہ چاندنی شایدchānd meñ hai koī parī shāyadis liye hai ye chāndnī shāyad
- سیاہی دھوپ میں ہے بات کیا ہےاگر یہ صبح ہے تو رات کیا ہےsiyāhī dhūp meñ hai bāt kyā haiagar ye sub.h hai to rāt kyā hai