Poet
Pandit Tribhuvannath Zutshi Zar Dehlvi
b. 1956
Poems
- انا الحق جزو لا ینفک بنا ہے میرے ایقاں کایہی ہے قل ھواللہ احد مستوں کے قرآں کاanā alhaq juzv-e-lā yunfakk banā hai mere īqāñ kāyahī hai qul-e-havālillāh ahad mastoñ ke qurāñ kā
- فضائے گلشن مقتل نشاط دیدہ و دل ہےکہ جاں پرور بہار سبزۂ شمشیر قاتل ہےfazā-e-gulshan maqtal nishāt-e-dīda-o-dil haike jāñ parvar bahār-e-sabza-e-shamshīr-e-qātil hai
- نکھر سنور کر کسی کا جوبن پھبن کے سانچے میں ڈھل رہا ہےجوانی انگڑائی لے رہی ہے شباب کروٹ بدل رہا ہےnikhar sañvar kar kisī kā joban phaban ke sānche meñ ḍhal rahā haijavānī angṛā.ī le rahī hai shabāb karvaṭ badal rahā hai