Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Pallavi Mishra

b. 1962

Poems

Meter
  1. use mohabbat hai ham se lekin kabhī zabāñ se kahā nahīñ hainigāh paṛhne meñ ham haiñ māhir use ye shāyad patā nahīñ hai
  2. zindagī meñ aisā kitnī bār hotā hai yahāñmanziloñ kā rāsta dushvār hotā hai yahāñ
  3. ālam mahak rahā to guzre jahāñ jahāñ haiterā jo kārvāñ hai ḳhushbū kā kārvāñ hai
  4. kabhī sab chhīn letā hūñ kabhī nemat luṭātā hūñmujhe sab vaqt kahte haiñ maiñ unglī par nachātā hūñ
  5. kyūñ tīrgī sī chhā.ī charāġhoñ ke darmiyāñkyā husn chhup gayā hai naqāboñ ke darmiyāñ
  6. nafrat kī āg jalne lagī tere shahr meñye bāt āj khulne lagī tere shahr meñ
  7. vo milā ke nazar is adā se chalājaise milne kisī apsrā se chalā