Poet
Pallavi Mishra
b. 1962
Poems
- اسے محبت ہے ہم سے لیکن کبھی زباں سے کہا نہیں ہےنگاہ پڑھنے میں ہم ہیں ماہر اسے یہ شاید پتا نہیں ہےuse mohabbat hai ham se lekin kabhī zabāñ se kahā nahīñ hainigāh paṛhne meñ ham haiñ māhir use ye shāyad patā nahīñ hai
- زندگی میں ایسا کتنی بار ہوتا ہے یہاںمنزلوں کا راستہ دشوار ہوتا ہے یہاںzindagī meñ aisā kitnī bār hotā hai yahāñmanziloñ kā rāsta dushvār hotā hai yahāñ
- عالم مہک رہا تو گزرے جہاں جہاں ہےتیرا جو کارواں ہے خوشبو کا کارواں ہےālam mahak rahā to guzre jahāñ jahāñ haiterā jo kārvāñ hai ḳhushbū kā kārvāñ hai
- کبھی سب چھین لیتا ہوں کبھی نعمت لٹاتا ہوںمجھے سب وقت کہتے ہیں میں انگلی پر نچاتا ہوںkabhī sab chhīn letā hūñ kabhī nemat luṭātā hūñmujhe sab vaqt kahte haiñ maiñ unglī par nachātā hūñ
- کیوں تیرگی سی چھائی چراغوں کے درمیاںکیا حسن چھپ گیا ہے نقابوں کے درمیاںkyūñ tīrgī sī chhā.ī charāġhoñ ke darmiyāñkyā husn chhup gayā hai naqāboñ ke darmiyāñ
- نفرت کی آگ جلنے لگی تیرے شہر میںیہ بات آج کھلنے لگی تیرے شہر میںnafrat kī āg jalne lagī tere shahr meñye bāt āj khulne lagī tere shahr meñ
- وہ ملا کے نظر اس ادا سے چلاجیسے ملنے کسی اپسرا سے چلاvo milā ke nazar is adā se chalājaise milne kisī apsrā se chalā