Poet
Obaidur Rahman
1961–2014
Poems
- آنگن آنگن خون کے چھینٹے چہرہ چہرہ بے چہرہکس کس گھر کا ذکر کروں میں کس کس کے صدمات لکھوںāngan āngan ḳhūn ke chhīnṭe chehra chehra be chehrakis kis ghar kā zikr karūñ maiñ kis kis ke sadmāt likhūñ
- اپنی ہی ذات کے محبس میں سمانے سے اٹھادرد احساس کا سینے میں دبانے سے اٹھا
- بچوں کو ہم نہ ایک کھلونا بھی دے سکےغم اور بڑھ گیا ہے جو تہوار آئے ہیںbachchoñ ko ham na ek khilaunā bhī de sakeġham aur baṛh gayā hai jo tahvār ā.e haiñ
- تلاشے جا رہے ہیں عہد رفتہزمینوں کی کھدائی ہو رہی ہےtalāshe jā rahe haiñ ahd-e-raftazamīnoñ kī khudā.ī ho rahī hai
- ٹوٹتا رہتا ہے مجھ میں خود مرا اپنا وجودمیرے اندر کوئی مجھ سے برسر پیکار ہےṭūṭṭā rahtā hai mujh meñ ḳhud mirā apnā vajūdmere andar koī mujh se barsar-e-paikār hai
- جب دھوپ سر پہ تھی تو اکیلا تھا میں عبیدؔاب چھاؤں آ گئی ہے تو سب یار آئے ہیںjab dhūp sar pe thī to akelā thā maiñ ubaidab chhā.oñ ā ga.ī hai to sab yār ā.e haiñ
- جہاں پہنچنے کی خواہش میں عمر بیت گئیوہیں پہنچ کے حیات اک خیال خام ہوئیjahāñ pahuñchne kī ḳhvāhish meñ umr bīt ga.īvahīñ pahuñch ke hayāt ik ḳhayāl-e-ḳhām huī
- دکھاؤ صورت تازہ بیان سے پہلےکہانی اور ہے کچھ داستان سے پہلےdikhā.o sūrat tāza bayān se pahlekahānī aur hai kuchh dāstān se pahle
- شوخی کسی میں ہے نہ شرارت ہے اب عبیدؔبچے ہمارے دور کے سنجیدہ ہو گئےshoḳhī kisī meñ hai na sharārat hai ab ubaidbachche hamāre dūr ke sanjīda ho ga.e
- صحبت میں جاہلوں کی گزارے تھے چند روزپھر یہ ہوا میں واقف آداب ہو گیاsohbat meñ jāhiloñ kī guzāre the chand rozphir ye havā meñ vāqif-e-ādāb ho gayā
- کوئی دماغ سے کوئی شریر سے ہارامیں اپنے ہاتھ کی اندھی لکیر سے ہاراkoī dimāġh se koī sharīr se hārāmaiñ apne hāth kī andhī lakīr se hārā
- گھٹتی بڑھتی رہی پرچھائیں مری خود مجھ سےلاکھ چاہا کہ مرے قد کے برابر اترےghaṭṭī baṛhtī rahī parchhā.īñ mirī ḳhud mujh selākh chāhā ke mire qad ke barābar utre
- میرے جذبات آنسوؤں والےشعر سب ہچکیوں سے لکھتا ہوںmere jazbāt ānsūoñ vālesher sab hichkiyoñ se likhtā hūñ
- نظر میں دور تلک رہ گزر ضروری ہےکسی بھی سمت ہو لیکن سفر ضروری ہےnazar meñ dūr talak rah guzar zarūrī haikisī bhī samt ho lekin safar zarūrī hai
- ہمیں تو خواب کا اک شہر آنکھوں میں بسانا تھااور اس کے بعد مر جانے کا سپنا دیکھ لینا تھاhameñ to ḳhvāb kā ik shahr ānkhoñ meñ basānā thāaur is ke ba.ad mar jāne kā sapnā dekh lenā thā
- ہمیں ہجرت سمجھ میں اتنی آئیپرندہ آب و دانہ چاہتا ہےhameñ hijrat samajh meñ itnī ā.īparinda āb-o-dāna chāhtā hai
- یہی اک سانحہ کچھ کم نہیں ہےہمارا غم تمہارا غم نہیں ہےyahī ik sāneha kuchh kam nahīñ haihamārā ġham tumhārā ġham nahīñ hai