Poet
مظہر جان جاناں
Poems
- اس گل کو بھیجنا ہے مجھے خط صبا کے ہاتھاس واسطے لگا ہوں چمن کی ہوا کے ہاتھus gul ko bhejnā hai mujhe ḳhat sabā ke hāthis vāste lagā hūñ chaman kī havā ke hāth
- چلی اب گل کے ہاتھوں سے لٹا کر کارواں اپنانہ چھوڑا ہائے بلبل نے چمن میں کچھ نشاں اپناchalī ab gul ke hāthoñ se luṭā kar kārvāñ apnāna chhoṛā hā.e bulbul ne chaman meñ kuchh nishāñ apnā
- نہ تو ملنے کے اب قابل رہا ہےنہ مج کو وہ دماغ و دل رہا ہےna to milne ke ab qābil rahā haina maj ko vo dimāġh-o-dil rahā hai