Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Madhav Jha

b. 1997

Poems

Meter
  1. jīnā mushkil hai yahāñ āsān sab se ḳhudkushīis liye lagtī bhalī hai zindagī se ḳhudkushī
  2. dil agar be qarār hai to haitum ko bhī mujh se pyār hai to hai
  3. na muñh meñ ik navāla jā rahā haifaqat dhoke meñ ḍālā jā rahā hai
  4. na hī ranj hai na malāl haitere hijr kā ye kamāl hai
  5. vo jis ke āne hī se bazm-e-raushnī se bhar ga.īkahāñ se ā.ī thī yahāñ vo kaun thī kidhar ga.ī
  6. ho zamāna idhar idhar ham tumek dūje ke dil jigar ham tum
  7. hai gila apnī jagah aur āshiqī apnī jagahdard-e-dil ke sāth milne kī ḳhushī apnī jagah