Poet
Maaham Shah
b. 1997
Poems
- چھوڑ امید اسے اب نہیں آنا شایدآنا بھی ہے تو نہیں ہم کو بتانا شایدchhoṛ ummīd use ab nahīñ ānā shāyadānā bhī hai to nahīñ ham ko batānā shāyad
- درد دل کون آزماتا ہےکون بے چینیاں بڑھاتا ہےdard-e-dil kaun āzmātā haikaun be chīniyāñ baṛhātā hai
- دل کے زخموں کا کچھ کیا نہ کروچاک ہو جائے تو سیا نہ کروdil ke zaḳhmoñ kā kuchh kiyā na karochāk ho jā.e to siyā na karo
- رسم ہے یہ دنیا کی کھیل ہے یہ قسمت کاچاہتے جسے ہم ہیں وہ نہیں ہے چاہت کاrasm hai ye duniyā kī khel hai ye qismat kāchāhte jise ham haiñ vo nahīñ hai chāhat kā
- غم جاناں غم دوراں بہت ہیں غم زمانے میںمگر جو غم کو اپنائے بہت ہیں کم زمانے میںġham jānāñ ġham-e-daurāñ bahut haiñ ġham zamāne meñmagar jo ġham ko apnā.e bahut haiñ kam zamāne meñ
- کبھی عشق سے کبھی پیار سےکبھی موسموں کی بہار سےkabhī ishq se kabhī pyār sekabhī mausamoñ kī bahār se
- کیا سناؤں دل مضطر کا فسانہ تم کومیں نے چاہا تھا کبھی ایک زمانہ تم کوkyā sunā.ūñ dil-e-muztar kā fasāna tum komaiñ ne chāhā thā kabhī ek zamāna tum ko
- محبت ہو گئی جس کو اسے اب دیکھنا کیا ہےبھلا کیا ہے برا کیا ہے سزا کیا ہے جزا کیا ہےmohabbat ho ga.ī jis ko use ab dekhnā kyā haibhalā kyā hai burā kyā hai sazā kyā hai jazā kyā hai
- میں بہار دل شاعر ہوں تو اب سارے گلابکھل اٹھیں گے مری بو سے مرے جانے کے بعدmaiñ bahār-e-dil-e-shāyar hūñ to ab sāre gulābkhul uṭheñge mirī bū se mire jāne ke ba.ad
- نا احترام کا بس احترام کر بیٹھےہم اپنے کرب کا خود انتظام کر بیٹھےnā ehtirām kā bas ehtirām kar baiṭheham apne karb kā ḳhud intizām kar baiṭhe
- ہجر لازم ہے تو یہ ہجر نبھائے جاؤجا رہے ہو تو کوئی ربط بنائے جاؤhijr lāzim hai to ye hijr nibhā.e jā.ojā rahe ho to koī rabt banā.e jā.o