Poet
Liaqat Jafri
Poems
- ایک آسیب تعاقب میں لگا رہتا ہےمیں جو رکتا ہوں تو پھر اس کی صدا چلتی ہےek āseb ta.āqub meñ lagā rahtā haimaiñ jo ruktā hūñ to phir us kī sadā chaltī hai
- جہاں جو تھا وہیں رہنا تھا اس کومگر یہ لوگ ہجرت کر رہے ہیںjahāñ jo thā vahīñ rahnā thā us komagar ye log hijrat kar rahe haiñ
- عشق تو نے بڑا نقصان کیا ہے میرامیں تو اس شخص سے نفرت بھی نہیں کر سکتاishq tū ne baṛā nuqsān kiyā hai merāmaiñ to us shaḳhs se nafrat bhī nahīñ kar saktā
- لفظ کو الہام معنی کو شرر سمجھا تھا میںدرحقیقت عیب تھا جس کو ہنر سمجھا تھا میںlafz ko ilhām ma.anī ko sharar samjhā thā maiñdarhaqīqat aib thā jis ko hunar samjhā thā maiñ
- میری جانب نہ بڑھنا اب محبتمیں اب پہلے سے مشکل راستا ہوںmerī jānib na baṛhnā ab mohabbatmaiñ ab pahle se mushkil rāstā hūñ
- میں بہت جلد لوٹ آؤں گاتم مرا انتظار مت کرناmaiñ bahut jald lauṭ ā.ūñgātum mirā intizār mat karnā
- میں دوڑ دوڑ کے خود کو پکڑ کے لاتا ہوںتمہارے عشق نے بچا بنا دیا ہے مجھےmaiñ dauṛ dauṛ ke ḳhud ko pakaṛ ke lātā hūñtumhāre ishq ne bachā banā diyā hai mujhe