Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Kaleem Usmani

1928–2000

Poems

Meter
  1. jab sar-e-shām koī yād machal jātī haidil ke vīrāne meñ ik sham.a sī jal jātī hai
  2. rāt phailī hai tere surma.ī ānchal kī tarahchānd niklā hai tujhe ḍhūñḍne pāgal kī tarah
  3. rāt kī zulfeñ bhīgī bhīgī aur ālam tanhā.ī kākitne dard jagā detā hai ik jhonkā purvā.ī kā
  4. hai agarche shahr maiñ apnī shanāsā.ī bahutphir bhī rahtā hai hameñ ehsās-e-tanhā.ī bahut
  5. jab kisī ne qad-o-gesū kā fasāna chheṛābāt baṛh ke rasan-o-dār tak ā pahuñchī hai
  6. hai zeb-e-galo kab se mire dār kā phandāmujrim hūñ agar maiñ to sazā kyūñ nahīñ dete