Poet
Kaleem Rahber
b. 1976
Poems
- بکھرے جو خلاؤں میں یہ چاند ستارے ہیںکچھ خواب تمہارے ہیں کچھ خواب ہمارے ہیںbikhre jo ḳhalā.oñ meñ ye chānd sitāre haiñkuchh ḳhvāb tumhāre haiñ kuchh ḳhvāb hamāre haiñ
- زمانے سے بچھڑتے جا رہے ہیںہم آپس میں جو لڑتے جا رہے ہیںzamāne se bichhaṛte jā rahe haiñham āpas meñ jo laṛte jā rahe haiñ
- کسی صورت بھی باطل کی طرف داری نہیں کرنامنافق کی طرح ہرگز اداکاری نہیں کرناkisī sūrat bhī bātil kī taraf dārī nahīñ karnāmunāfiq kī tarah hargiz adākārī nahīñ karnā
- ہر سمت خود نمائی کا منظر ہے آج کلرہزن بھی اپنے آپ میں رہبر ہے آج کلhar samt ḳhud numā.ī kā manzar hai āj kalrahzan bhī apne āp meñ rahbar hai āj kal