Poet
Jai Raj Singh Jhala
b. 1998
Poems
- اب بھلا کیا دیکھتے ہو آب میںغرق سب کچھ ہو گیا گرداب میںab bhalā kyā dekhte ho āb meñġharq sab kuchh ho gayā girdāb meñ
- ان سے مل کر بھی بھلا کیا کیجئےپاس بیٹھے اور شکوہ کیجئےun se mil kar bhī bhalā kyā kījiyepās baiṭhe aur shikva kījiye
- بارہا بس مجھے یوں لگتا ہےہے کوئی جو مجھے ہی تکتا ہےbārhā bas mujhe yūñ lagtā haihai koī jo mujhe hī taktā hai
- بچھڑ کے غم میں تیرے کتنا تنہا ہو گیا ہوں میںگلی کا جوں کوئی ویران کونا ہو گیا ہوں میںbichhaṛ ke ġham meñ tere kitnā tanhā ho gayā hūñ maiñgalī kā jūñ koī vīrān konā ho gayā hūñ maiñ
- بندگی میں جو حبیبوں کی رہا سر میراتھوپنے کے لئے الزام ملا سر میراbandagī meñ jo habīboñ kī rahā sar merāthaupne ke liye ilzām milā sar merā
- تڑپ سے چیخ اٹھے گا جو اسے خوں خار کہہ دیں گےکہے گا آپ بیتی جو اسے بیمار کہہ دیں گےtaṛap se chīḳh uṭhegā jo use ḳhūñ ḳhār kah deñgekahegā āp bītī jo use bīmār kah deñge
- خلوتوں سے نباہ کر آیازندگی کو تباہ کر آیاḳhalvatoñ se nibāh kar āyāzindagī ko tabāh kar āyā
- داستاں یوں بدل گئی ہوگیموج ساحل نگل گئی ہوگیdāstāñ yūñ badal ga.ī hogīmauj-e-sāhil nigal ga.ī hogī