Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Hafeez Momin

b. 1948

Poems

Meter
  1. un ke honṭoñ kā vo andāz kahīñ uf jaiseaur tasvīr musavvir kā tasavvuf jaise
  2. anokhā rūp dhārā hai nirālā qad nikālā haizarā sī shāḳh ne kaisā baṛā bargad nikālā hai
  3. bātoñ se terī bāt kī ḳhushbū nikal paṛepahchān kā kahīñ koī pahlū nikal paṛe
  4. takallufāt ke sahrā meñ kho gayā koīqarīb ā ke bahut dūr ho gayā koī
  5. jise hai za.am ke us ne havā ke par bāñdheagar hai dam to hamārī duā ke par bāñdhe
  6. shoḳhī adā ġhurūr-e-sharārat ḳharīdiyechāndī uchhāliye to qayāmat ḳharīdiye
  7. kuchh karne kī mohlat kam haiab umroñ meñ barkat kam hai
  8. kaisā chakkar kāṭ ke ānā paṛtā haitere mere bīch zamāna paṛtā hai
  9. har darīcha dhuāñ ugaltā haiband kamre meñ kaun jaltā hai