Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Habeeb Ashar Dehlavi

1919–1971

Poems

Meter
  1. jo mire dil meñ āh ho ke rahīvo nazar be panāh ho ke rahī
  2. tūr be tūr hue jāte haiñab vo kuchh aur hue jāte haiñ
  3. mauj-e-anfās bhī ik teġh-e-ravāñ ho jaisezindagī kār gah-e-shīsha girāñ ho jaise
  4. ye kaif kaif-e-mohabbat hai koī kyā jānechhalak rahe haiñ nigāhoñ meñ dil ke paimāne
  5. sabr ai dil ke ye hālat nahīñ dekhī jātīṭhahar ai dard ke ab zabt kā yārā na rahā
  6. yūñ to ab bhī hai vahī ranj vahī mahrūmīvo jo ik terī taraf se thā ishārā na rahā