Poet
Faiz Ludhianvi
1911–1995
Poems
- اٹھ از سر نو دہر کے حالات بدل ڈالتدبیر سے تقدیر کے دن رات بدل ڈالuṭh az sar-e-nau dahr ke hālāt badal ḍāltadbīr se taqdīr ke din rāt badal ḍāl
- اس میں کیا شک ہے تجارت بادشاہی کاج ہےغور کر کے دیکھ لو تاجر کے سر پر تاج ہےis meñ kyā shak hai tijārat bādshāhī kāj haiġhaur kar ke dekh lo tājir ke sar par tāj hai
- اے کہ تو غفلت میں ہے ڈوبا ہواکام کرنا سیکھ تجھ کو کیا ہواai ke tū ġhaflat meñ hai ḍūbā huākām karnā sīkh tujh ko kyā huā
- اے نئے سال بتا تجھ میں نیاپن کیا ہےہر طرف خلق نے کیوں شور مچا رکھا ہےai na.e sāl batā tujh meñ nayāpan kyā haihar taraf ḳhalq ne kyūñ shor machā rakhā hai
- تیز سی تلوار سادہ سا قلمبس یہی دو طاقتیں ہیں بیش و کمtez sī talvār sāda sā qalambas yahī do tāqateñ haiñ besh-o-kam
- جس قدر دنیا میں مخلوقات ہےسب سے اشرف آدمی کی ذات ہےjis qadar duniyā meñ maḳhlūqāt haisab se ashraf ādmī kī zāt hai
- عید مبارک آئی ہےسچی خوشیاں لائی ہےe.id mubārak ā.ī haisachchī ḳhushiyāñ lā.ī hai
- غور کے قابل ہے دنیا کا نظاماس کا ہر ذرہ ہے عبرت کا مقامġhaur ke qābil hai duniyā kā nizāmus kā har zarra hai ibrat kā maqām
- کچھ کام کرو کچھ کام کرودنیا میں پیدا نام کروkuchh kām karo kuchh kām karoduniyā meñ paidā nām karo
- نیک بچے دل سے کرتے ہیں ادب استاد کاباپ کی الفت سے بہتر ہے غضب استاد کاnek bachche dil se karte haiñ adab ustād kābāp kī ulfat se behtar hai ġhazab ustād kā
- وہ بشر جو پڑھ کے بھی کہتا ہو یوںبن کے طالب اور کچھ حاصل کروںvo bashar jo paṛh ke bhī kahtā ho yūñban ke tālib aur kuchh hāsil karūñ
- ہر دم علم سکھاتی ہےعقل کے راز بتاتی ہےhar dam ilm sikhātī haiaql ke rāz batātī hai
- عقل گم ہے دل پریشاں ہے نظر بیتاب ہےجستجو سے بھی نہیں ملتا سراغ زندگیaql gum hai dil pareshāñ hai nazar betāb haijustujū se bhī nahīñ miltā surāġh-e-zindagī
- غریبی کس بلا کا نام ہے ان کی بلا جانےخدا ہے جن کی دولت جن کا شیوہ زر پرستی ہےġharībī kis balā kā nām hai un kī balā jāneḳhudā hai jin kī daulat jin kā sheva zar parastī hai