Poet
Faiz Ahmad Faiz
فیض احمد فیض1911–1984Born in Kala QaderDied in Lahore
Faiz Ahmad Faiz studied in Lahore, taught English, served in the British Indian Army and after 1947 edited the Pakistan Times and the daily Imroze. A member of the Progressive Writers' Movement, he was jailed from 1951 for four years in the Rawalpindi conspiracy case and later lived for a time in Beirut. His collections include Naqsh-e-Faryadi, Dast-e-Saba and Zindan Nama. He received the Lenin Peace Prize in 1962.
Writes about
- Love
- Revolution
- Justice
- Exile
- The oppressed
Poems
- آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہربانبھولے تو یوں کہ گویا کبھی آشنا نہ تھےā.e to yūñ ke jaise hamesha the mehrbānbhūle to yūñ ke goyā kabhī āshnā na the
- ادائے حسن کی معصومیت کو کم کر دےگناہ گار نظر کو حجاب آتا ہےadā-e-husn kī ma.asūmiyat ko kam kar degunāh gār nazar ko hijāb ātā hai
- بے دم ہوئے بیمار دوا کیوں نہیں دیتےتم اچھے مسیحا ہو شفا کیوں نہیں دیتےbe dam hue bīmār davā kyūñ nahīñ detetum achchhe masīhā ho shifā kyūñ nahīñ dete
- جانتا ہے کہ وہ نہ آئیں گےپھر بھی مصروف انتظار ہے دلjāntā hai ke vo na ā.eñgephir bhī masrūf-e-intizār hai dil
- خیر دوزخ میں مے ملے نہ ملےشیخ صاحب سے جاں تو چھوٹے گیḳhair dozaḳh meñ mai mile na mileshaiḳh sāhab se jāñ to chhoṭegī
- رات یوں دل میں تری کھوئی ہوئی یاد آئیجیسے ویرانے میں چپکے سے بہار آ جائےrāt yūñ dil meñ tirī khoī huī yād ā.ījaise vīrāne meñ chupke se bahār ā jā.e
- وہ آ رہے ہیں وہ آتے ہیں آ رہے ہوں گےشب فراق یہ کہہ کر گزار دی ہم نےvo ā rahe haiñ vo āte haiñ ā rahe hoñgeshab-e-firāq ye kah kar guzār dī ham ne
- ہم سہل طلب کون سے فرہاد تھے لیکناب شہر میں تیرے کوئی ہم سا بھی کہاں ہےham sahl talab kaun se farhād the lekinab shahr meñ tere koī ham sā bhī kahāñ hai
- ہم شیخ نہ لیڈر نہ مصاحب نہ صحافیجو خود نہیں کرتے وہ ہدایت نہ کریں گےham shaiḳh na līḍar na musāhib na sihāfījo ḳhud nahīñ karte vo hidāyat na kareñge
- یہ آرزو بھی بڑی چیز ہے مگر ہم دموصال یار فقط آرزو کی بات نہیںye ārzū bhī baṛī chīz hai magar ham damvisāl-e-yār faqat ārzū kī bāt nahīñ