Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ejaz Siddiqi

1913–1978

Poems

Meter
  1. duniyā sabab shorish ġham pūchh rahī haiik mehr-e-ḳhamoshī hai ke honṭoñ pe lagī hai
  2. zarroñ kā mehr-o-māh se yārāna chāhiyebe nūriyoñ ko nūr se chamkānā chāhiye
  3. mil sakegī ab bhī dād-e-ābla pā.ī to kyāfāsle kam ho ga.e manzil qarīb ā.ī to kyā
  4. nāsazā ālam-e-imkāñ meñ sazā lagtā haināravā bhī kisī mauqa.a pe ravā lagtā hai
  5. nizām-e-fikr ne badlā hī thā savāl kā rangjhalak uṭhā ka.ī chehroñ se infi.āl kā rang
  6. nūr kī kiran us se ḳhud nikaltī rahtī haivaqt kaṭṭā rahtā hai rāt ḍhaltī rahtī hai
  7. vahshat āsār-o-sukūñ soz nazāroñ ke sivāaur sab kuchh hai gulistāñ meñ bahāroñ ke sivā