Poet
Ehsan Jafri
1929–2002
Poems
- اپنوں نے اجاڑا ہے چمن جان گئے ہیںپردوں میں چھپا کون ہے پہچان گئے ہیںapnoñ ne ujāṛā hai chaman jān ga.e haiñpardoñ meñ chhupā kaun hai pahchān ga.e haiñ
- بتا منزل شوق کیا ہو گیامری کوششوں کا صلہ کھو گیاbatā manzil-e-shauq kyā ho gayāmirī koshishoñ kā sila kho gayā
- تم اچھے مسیحا ہو دوا کیوں نہیں دیتےبے نور جو ہے شمع بجھا کیوں نہیں دیتےtum achchhe masīhā ho davā kyūñ nahīñ detebe nūr jo hai sham.a bujhā kyūñ nahīñ dete
- تیرے در سے اٹھے غم اٹھاتے رہےبزم خواب محبت سجاتے رہےtere dar se uṭhe ġham uṭhāte rahebazm-e-ḳhvāb-e-mohabbat sajāte rahe
- جذبات کی شدت سے نکھرتا ہے بیاں اورغیروں سے محبت میں سنورتی ہے زباں اورjazbāt kī shiddat se nikhartā hai bayāñ aurġhairoñ se mohabbat meñ sañvartī hai zabāñ aur
- درد دل میں مقیم کس کا ہےکام یہ ہے عظیم کس کا ہےdard-e-dil meñ muqīm kis kā haikām ye hai azīm kis kā hai
- زخموں کو میرے دل کے سجاؤ تو بنے باتیہ کام ہمیں کر کے دکھاؤ تو بنے باتzaḳhmoñ ko mere dil ke sajā.o to bane bātye kām hameñ kar ke dikhā.o to bane bāt
- زندگی اک آگ ہے وہ آگ جلنا چاہئےبے حسی اک برف ہے اس کو پگھلنا چاہئےzindagī ik āg hai vo āg jalnā chāhiyebe hissī ik barf hai us ko pighalnā chāhiye
- زندگی تو قید ہے اور پردۂ محفل میں ہےآرزو حسن زمیں کی گوشۂ غافل میں ہےzindagī to qaid hai aur parda-e-mahfil meñ haiārzū husn-e-zamīñ kī gosha-e-ġhāfil meñ hai
- غم خوار ہیں جو ان کا چلن دیکھ رہا ہوںبے چینیٔ ارباب وطن دیکھ رہا ہوںġham ḳhvār haiñ jo un kā chalan dekh rahā hūñbe chīnī-e-arbāb-e-vatan dekh rahā hūñ