Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

darvesh bharti

b. 1937

Poems

Meter
  1. jab se kisī se dard kā rishta nahīñ rahājīnā hamārā tab se hī jīnā nahīñ rahā
  2. jab mohabbat kā kisī shai pe asar ho jā.eek vīrān makāñ boltā ghar ho jā.e
  3. ḳhush fahmī-e-hunar ne sambhalne nahīñ diyāmujh ko mirī anā hī ne phalne nahīñ diyā
  4. dard auroñ kā dil meñ gar rakhiyebe ġharaz ho ke umr bhar rakhiye
  5. sāmne jo kahā nahīñ hotātum se koī gila nahīñ hotā