Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

aabid umar

b. 1977

Poems

Meter
  1. burā hī kyā thā jo āp apnī misāl hote kamāl hotekisī tarah se jo ṭūṭe rishte bahāl hote kamāl hote
  2. ba.ad marne ke koī bosa-e-ruḳhsat degākyā ḳhudā mujh ko bhī aisī bhalī qismat degā
  3. jo bhī hai hasb-e-hāl khīñcheñgeus kā naqsha kamāl khīñcheñge
  4. jo sāf go hūñ to ūnchī jagah khaṛā milūñgāvagarna tujh ko kahīñ ḳhāk meñ paṛā milūñgā
  5. mujh aise shaḳhs kī hājat ravā.ī karte huebhaṭak gayā thā vo kār-e-ḳhudā.ī karte hue
  6. varaq vahī thā magar dūsrī parat chāhīke maiñ ne us kī mohabbat se munfa.at chāhī
  7. vafā kī ḳhū pas jāh-o-jalāl rah ga.ī thīanā ke ḳhol meñ vo be misāl rah ga.ī thī
  8. ho gayā jaise tirā dīdār pahlā āḳhirīho bhī saktā hai kisī kā pyār pahlā āḳhirī
  9. yūñ tirī rāh meñ paṛe hue haiñjaise dargāh meñ paṛe hue haiñ
  10. ye kyā paṛī hai tujhe dil jaloñ meñ baiṭhne kīye umr to hai miyāñ dostoñ meñ baiṭhne kī