Poetry
Hazaj Musamman Mahzuf
ہزج مثمن محذوف- تری چوکھٹ پہ رہنے کا جو دل ارمان چھوڑےپرندہ پھول کے عارض پہ کیوں مسکان چھوڑےtirī chaukhaṭ pe rahne kā jo dil armān chhoṛeparinda phūl ke āriz pe kyūñ muskān chhoṛeNadeem Ajmal Adeem
- نہ رعب جاہ میں آ کر کسی سے گفتگو کیجو ہم نے کی تو پھر اپنی خوشی سے گفتگو کیna rob-e-jāh meñ ā kar kisī se guftugū kījo ham ne kī to phir apnī ḳhushī se guftugū kīTabassum Anwar
- وہ کم آمیز مجھ سے ہم سخن ہونے لگا ہےبہ یک لحظہ یہ دشت دل چمن ہونے لگا ہےvo kam āmez mujh se ham suḳhan hone lagā haiba yak lahza ye dasht-e-dil chaman hone lagā haiTabassum Anwar