Poet
Zafar Gorakhpuri
1935–2017
Poems
- تنہائی کو گھر سے رخصت کر تو دوسوچو کس کے گھر جائے گی تنہائیtanhā.ī ko ghar se ruḳhsat kar to dosocho kis ke ghar jā.egī tanhā.ī
- خط لکھ کے کبھی اور کبھی خط کو جلا کرتنہائی کو رنگین بنا کیوں نہیں لیتےḳhat likh ke kabhī aur kabhī ḳhat ko jalā kartanhā.ī ko rangīn banā kyūñ nahīñ lete
- ذہنوں کی کہیں جنگ کہیں ذات کا ٹکراؤان سب کا سبب ایک مفادات کا ٹکراؤzehnoñ kī kahīñ jang kahīñ zāt kā ṭakrā.oun sab kā sabab ek mafādāt kā ṭakrā.o
- شجر کے قتل میں اس کا بھی ہاتھ ہے شایدبتا رہا ہے یہ باد صبا کا چپ رہناshajar ke qatl meñ us kā bhī hāth hai shāyadbatā rahā hai ye bād-e-sabā kā chup rahnā
- کتنی آسانی سے مشہور کیا ہے خود کومیں نے اپنے سے بڑے شخص کو گالی دے کرkitnī āsānī se mashhūr kyā hai ḳhud komaiñ ne apne se baṛe shaḳhs ko gālī de kar