Poet
Qaisar Shameem
1936–2021
Poems
- ساز سے میرے غلط نغموں کی امید نہ کرآگ کی آگ ہے دل میں تو دھواں کیوں کر ہوsāz se mere ġhalat naġhmoñ kī ummīd na karāg kī āg hai dil meñ to dhuāñ kyūñ kar ho
- سبز موسم سے مجھے کیا لیناشاخ سے اپنی جدا ہوں باباsabz mausam se mujhe kyā lenāshāḳh se apnī judā hūñ bābā
- کسی منزل میں بھی حاصل نہ ہوا دل کو قرارزندگی خواہش ناکام ہی کرتے گزریkisī manzil meñ bhī hāsil na huā dil ko qarārzindagī ḳhvāhish-e-nākām hī karte guzrī
- موسم عجیب رہتا ہے دل کے دیار کاآگے ہیں لو کے جھونکے بھی ٹھنڈی ہوا کے بعدmausam ajīb rahtā hai dil ke dayār kāāge haiñ lo ke jhonke bhī ṭhanḍī havā ke ba.ad