Poet
Parkash Fikri
1931–2008
Poems
- جدھر دیکھو لہو بکھرا ہوا ہےنشانہ کون گولی کا بنا ہےjidhar dekho lahū bikhrā huā hainishāna kaun golī kā banā hai
- لرزاں ہے کسی خوف سے جو شام کا چہرہآنکھوں میں کوئی خواب پرونے نہیں دیتاlarzāñ hai kisī ḳhauf se jo shām kā chehraānkhoñ meñ koī ḳhvāb pirone nahīñ detā
- مجھے تو یوں بھی اسی راہ سے گزرنا تھادل تباہ کا کچھ تو علاج کرنا تھاmujhe to yūñ bhī isī rāh se guzarnā thādil-e-tabāh kā kuchh to ilāj karnā thā
- مردہ پڑے تھے لوگ گھروں کی پناہ میںدریا وفور غیظ سے بپھرا تھا چار سوmurda paṛe the log gharoñ kī panāh meñdariyā vafūr-e-ġhaiz se biphrā thā chār sū
- یوں تو اپنوں سا کچھ نہیں اس میںپھر بھی غیروں سے وہ الگ سا ہےyūñ to apnoñ sā kuchh nahīñ is meñphir bhī ġhairoñ se vo alag sā hai