Poet
Obaid Haris
b. 1990
Poems
- اپنا سچ اس کو سنانے کے لیےہم کو قصوں کا حوالہ چاہیئےapnā sach us ko sunāne ke liyeham ko qissoñ kā havāla chāhiye
- انہیں آگے نکل جانے دو حارثؔبلائیں کب سے پیچھا کر رہی ہیںunheñ āge nikal jāne do hārisbalā.eñ kab se pīchhā kar rahī haiñ
- تہہ بہ تہہ کھلتی ہی رہتی ہے سدامیرؔ کے دیوان سی ہے زندگیtah ba tah khultī hī rahtī hai sadāmīr ke dīvān sī hai zindagī
- خالی دیوار بری لگتی ہےمیری تصویر ہی رہنے دیتےḳhālī dīvār burī lagtī haimerī tasvīr hī rahne dete
- صدائیں ڈوبتی ہیں جبخموشی مسکراتی ہےsadā.eñ ḍūbtī haiñ jabḳhamoshī muskurātī hai
- کھولو نہ کوئی عیب کسی کا بھی یہاں پرآسیب کو مل جائے گا دروازہ کھلا ساkholo na koī aib kisī kā bhī yahāñ parāseb ko mil jā.egā darvāza khulā sā
- نیا چار دن میں پرانا ہوایہی سب ہوا تو نیا کیا ہواnayā chār din meñ purānā huāyahī sab huā to nayā kyā huā
- وقت بدلا سوچ بدلی بات بدلیہم سے بچے کہہ رہے ہیں ہم نئے ہیںvaqt badlā soch badlī bāt badlīham se bachche kah rahe haiñ ham na.e haiñ
- ہم کتابوں میں جسے پاتے ہیں حارثؔآدمی ویسا کوئی ملتا کہاں ہےham kitāboñ meñ jise pāte haiñ hārisādmī vaisā koī miltā kahāñ hai