Poet
نازش بدایونی
Poems
- شہر میں انصاف کیا اچھا ہواآپ سچے اور میں جھوٹا ہواshahr meñ insāf kyā achchhā huāāp sachche aur maiñ jhūṭā huā
- فضائے برق کیا رقص شرر کیاکرشموں سے لڑے ان کی نظر کیاfazā-e-barq kyā raqs-e-sharar kyākarishmoñ se laṛe un kī nazar kyā
- قسمت میں ہیں بربادیاں یاد وطن سے کیا غرضمیں پھول ہوں ٹوٹا ہوا مجھ کو چمن سے کیا غرضqismat meñ haiñ barbādiyāñ yād-e-vatan se kyā ġharazmaiñ phūl hūñ ṭūṭā huā mujh ko chaman se kyā ġharaz