Poet
Nadir Kakorvi
نادر کاکوری1857–1912
Poems
- آج او نالہ شرر بار ہو تاثیر کے ساتھہم نے میدان بدا ہے فلک پیر کے ساتھāj o nāla sharar bār ho tāsīr ke sāthham ne maidān badā hai falak-e-pīr ke sāth
- آج ہم اس کو لڑا دیں گے ترے تیر کے ساتھآہ بھی تیر ہے گر آہ ہو تاثیر کے ساتھāj ham us ko laṛā deñge tire tīr ke sāthāh bhī tīr hai gar āh ho tāsīr ke sāth
- اب نہ حسرت نہ پاس ہے دل میںکوئی بھی اس مکان میں نہ رہاab na hasrat na pās hai dil meñkoī bhī is makān meñ na rahā
- بڑھاؤ وعدۂ فردا پہ تم اپنی عبادت بھیکہ فردا کیا نہ بھولوں گا میں فردائے قیامت بھیbaṛhā.o va.ada-e-fardā pe tum apnī ibādat bhīke fardā kyā na bhūlūñgā meñ fardā-e-qayāmat bhī
- پھیر لیتا ہے مکدر ہو کے منہ جس سے کہیںہائے جو جی پر گزرتی ہے وہ ہم کس سے کہیںpher letā hai mukaddar ho ke muñh jis se kahīñhā.e jo jī par guzartī hai vo ham kis se kahīñ
- زاہد کو اپنے زہد پہ کس درجہ ناز ہےاس نے سنا نہیں کہ خدا بے نیاز ہےzāhid ko apne zohd pe kis darja nāz haius ne sunā nahīñ ke ḳhudā be niyāz hai
- شکایت کر کے غصہ اور ان کا تیز کرنا ہےابھی تو گفتگوئے مصلحت آمیز کرنا ہےshikāyat kar ke ġhussa aur un kā tez karnā haiabhī to guftugū-e-maslahat āmez karnā hai
- کدورت بڑھ کے آخر کو نکلتی ہے فغاں ہو کرزمیں یہ سر پر آ جاتی ہے اک دن آسماں ہو کرkudūrat baṛh ke āḳhir ko nikaltī hai fuġhāñ ho karzamīñ ye sar par ā jātī hai ik din āsmāñ ho kar
- مضموں نہیں ہے صاف نو آہنگ راز ہےہر حرف شعر کا لب خاموش ساز ہےmazmūñ nahīñ hai sāf nau āhang-e-rāz haihar harf-e-sher kā lab-e-ḳhāmosh sāz hai
- یہ وضع قومیت آئندہ رخصت ہونے والی ہےنئی تہذیب سے تجدید ملت ہونے والی ہےye vaz.a qaumiyyat ā.inda ruḳhsat hone vālī haina.ī tahzīb se tajdīd-e-millat hone vālī hai
- دھرتی ماتا