Poet
Naaz Muradabadi
b. 1936
Poems
- دل شب فرقت سکوں کی جستجو کرتا رہارات بھر دیوار و در سے گفتگو کرتا رہاdil-e-shab furqat sukūñ kī justujū kartā rahārāt bhar dīvār-o-dar se guftugū kartā rahā
- عقل گہوارۂ اوہام ہوئی جاتی ہےہر تمنا مری ناکام ہوئی جاتی ہےaql gahvāra-e-auhām huī jātī haihar tamannā mirī nākām huī jātī hai
- غنچے غنچے پہ گلستاں کے نکھار آ جائےجس طرف سے وہ گزر جائیں بہار آ جائےġhunche ġhunche pe gulistāñ ke nikhār ā jā.ejis taraf se vo guzar jā.eñ bahār ā jā.e
- گزر کر آدمی راہ مصیبت سے سنورتا ہےقمر کا نور شب کی ظلمتوں میں ہی نکھرتا ہےguzar kar ādmī rāh musībat se sañvartā haiqamar kā nūr shab kī zulmatoñ meñ hī nikhartā hai
- مری جستجو کا حاصل مرا شوق والہانہمری آرزو کی منزل نہ چمن نہ آشیانہmirī justujū kā hāsil mirā shauq vālhānamirī ārzū kī manzil na chaman na āshiyāna
- وہ کون ہے دنیا میں جو مجبور نہیں ہےانساں کو کسی بات کا مقدور نہیں ہےvo kaun hai duniyā meñ jo majbūr nahīñ haiinsāñ ko kisī bāt kā maqdūr nahīñ hai