Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Naaz Muradabadi

b. 1936

Poems

Meter
  1. dil-e-shab furqat sukūñ kī justujū kartā rahārāt bhar dīvār-o-dar se guftugū kartā rahā
  2. aql gahvāra-e-auhām huī jātī haihar tamannā mirī nākām huī jātī hai
  3. ġhunche ġhunche pe gulistāñ ke nikhār ā jā.ejis taraf se vo guzar jā.eñ bahār ā jā.e
  4. guzar kar ādmī rāh musībat se sañvartā haiqamar kā nūr shab kī zulmatoñ meñ hī nikhartā hai
  5. mirī justujū kā hāsil mirā shauq vālhānamirī ārzū kī manzil na chaman na āshiyāna
  6. vo kaun hai duniyā meñ jo majbūr nahīñ haiinsāñ ko kisī bāt kā maqdūr nahīñ hai