Poet
مسکین شاہ
Poems
- سنتے ہی دل ہو گیا اس یار کا اسرار مستہوشیاری کیا کرے جب دل ہو سو سو بار مستsunte hī dil ho gayā us yār kā asrār masthoshyārī kyā kare jab dil ho sau sau bār mast
- کسی کا ایک ہے دشمن تو دوست دار ہے ایکہمارا ہجر عدو ایک وصل یار ہے ایکkisī kā ek hai dushman to dost dār hai ekhamārā hijr adū ek vasl-e-yār hai ek
- کل ہم سے ملاقات میں وہ یار جو کی بحثمیں بھی وہیں اک بات میں بیزار ہو کی بحثkal ham se mulāqāt meñ vo yār jo kī bahsmaiñ bhī vahīñ ik bāt meñ bezār ho kī bahs
- ماہ رو یاں ہزار کو دیکھاہم نے اب تک نہ یار کو دیکھاmāh rū yāñ hazār ko dekhāham ne ab tak na yār ko dekhā
- میرا شاہد وہ ہمیں عیار آتا ہے نظرہم کو ہم پاتے نہیں جب یار آتا ہے نظرmerā shāhid vo hameñ ayyār ātā hai nazarham ko ham pāte nahīñ jab yār ātā hai nazar
- نہیں ہے مجھ کو اے جمشید تیرے جام سے کامجہاں نما ہے مجھے اپنے خوش خرام سے کامnahīñ hai mujh ko ai jamshed tere jām se kāmjahāñ numā hai mujhe apne ḳhush ḳhirām se kām