Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

مفتی صدر الدین خان آزردہ

Poems

  1. ānkh uṭhā.ī nahīñ vo sāmne sau bār huehijr meñ aise farāmash gar-e-dīdār hue
  2. ik bāt par bigṛe ga.e na jo umr bhar mileus se tarīq-e-sulh ke kyā sulh gar mile
  3. agar ham na the ġham uṭhāne ke qābilto kyūñ hote duniyā meñ āne ke qābil
  4. pilā sāqiyā mai ḳhunuk āb meñke thamtī nahīñ tauba mahtāb meñ
  5. shab josh-e-girya thā mujhe yād-e-sharāb meñthā ġharq meñ tasavvur-e-ātish se āb meñ
  6. kyā jāno jo asar hai dam-e-shola tāb meñye vo hai barq āg lagā de naqāb meñ
  7. mujh sā bhī koī ishq meñ hai bad gumāñ nahīñkyā rashk dekh kar mujhe rang-e-ḳhizāñ nahīñ
  8. nāloñ se mere kab tah-o-bālā jahāñ nahīñkab āsmāñ zamīn-o-zamīñ āsmāñ nahīñ
  9. nikalnā ho dil se dushvār kyūñye ik āh hai us kā paikāñ nahīñ
  10. hai muft-e-dil kī qīmat agar ik nazar mileye vo matā hai ke na leñ muft agar mile
  11. ye kah ke raḳhna ḍāliye un ke hijāb meñachchhe bure kā hāl khulegā naqāb meñ
  12. kāsh maqbūl ho duā-e-adūkyā karūñ vo bhī mustajāb nahīñ
  13. فغان دہلی