Poet
Meeraji
میرا جی1912–1949
Poems
- جیسے ہوتی آئی ہے ویسے بسر ہو جائے گیزندگی اب مختصر سے مختصر ہو جائے گیjaise hotī ā.ī hai vaise basar ho jā.egīzindagī ab muḳhtasar se muḳhtasar ho jā.egī
- چاند ستارے قید ہیں سارے وقت کے بندی خانے میںلیکن میں آزاد ہوں ساقی چھوٹے سے پیمانے میںchānd sitāre qaid haiñ sāre vaqt ke bandī ḳhāne meñlekin maiñ āzād hūñ sāqī chhoṭe se paimāne meñ
- دل محو جمال ہو گیا ہےیا صرف خیال ہو گیا ہےdil mahv-e-jamāl ho gayā haiyā sirf-e-ḳhayāl ho gayā hai
- دیدۂ اشک بار ہے اپنااور دل بے قرار ہے اپناdīda-e-ashk bār hai apnāaur dil-e-be qarār hai apnā
- ڈھب دیکھے تو ہم نے جانا دل میں دھن بھی سمائی ہےمیراجیؔ دانا تو نہیں ہے عاشق ہے سودائی ہےḍhab dekhe to ham ne jānā dil meñ dhun bhī samā.ī haimīrajī dānā to nahīñ hai āshiq hai saudā.ī hai
- زندگی ایک اذیت ہے مجھےتجھ سے ملنے کی ضرورت ہے مجھےzindagī ek aziyyat hai mujhetujh se milne kī zarūrat hai mujhe
- غم کے بھروسے کیا کچھ چھوڑا کیا اب تم سے بیان کریںغم بھی راس نہ آیا دل کو اور ہی کچھ سامان کریںġham ke bharose kyā kuchh chhoṛā kyā ab tum se bayān kareñġham bhī rās na āyā dil ko aur hī kuchh sāmān kareñ
- گناہوں سے نشوونما پا گیا دلدر پختہ کاری پہ پہنچا گیا دلgunāhoñ se nashvonumā pā gayā dildar-e-puḳhta kārī pe pahuñchā gayā dil
- ہنسو تو ساتھ ہنسے گی دنیا بیٹھ اکیلے رونا ہوگاچپکے چپکے بہا کر آنسو دل کے دکھ کو دھونا ہوگاhañso to sāth hañsegī duniyā baiṭh akele ronā hogāchupke chupke bahā kar ānsū dil ke dukh ko dhonā hogā