Poet
Madan Mohan Danish
b. 1961
Poems
- آسماں کی نظر سے بچتے ہوئےاک ستارہ اٹھا لیا میں نےāsmāñ kī nazar se bachte hueik sitāra uṭhā liyā maiñ ne
- اچھی رونق ہے تمہاری بزم میںآ گئے سب شہر کے برباد کیاachchhī raunaq hai tumhārī bazm meñā ga.e sab shahr ke barbād kyā
- ادھر کیا کیا عجوبے ہو رہے ہیںمریض عشق اچھے ہو رہے ہیںidhar kyā kyā ajūbe ho rahe haiñmarīz-e-ishq achchhe ho rahe haiñ
- جب اپنی بے کلی سے بے خودی سے کچھ نہیں ہوتاپکاریں کیوں کسی کو ہم کسی سے کچھ نہیں ہوتاjab apnī be kalī se be ḳhudī se kuchh nahīñ hotāpukāreñ kyūñ kisī ko ham kisī se kuchh nahīñ hotā
- زندگی سے محبت کرو ٹوٹ کرموت کا کام دشوار کرتے رہوzindagī se mohabbat karo ṭūṭ karmaut kā kām dushvār karte raho
- کوئی جب شہر سے جائے تو رونق روٹھ جاتی ہےکسی کی شہر میں موجودگی سے کچھ نہیں ہوتاkoī jab shahr se jā.e to raunaq rūṭh jātī haikisī kī shahr meñ maujūdgī se kuchh nahīñ hotā
- محبت رت جگے آوارہ گردیضروری کام سارے ہو رہے ہیںmohabbat rut jage āvāra gardīzarūrī kām sāre ho rahe haiñ
- ہو گئے پھر تم کہیں آباد کیاہل گئی تنہائی کی بنیاد کیاho ga.e phir tum kahīñ ābād kyāhal ga.ī tanhā.ī kī buniyād kyā
- یہ نادانی نہیں تو کیا ہے دانشؔسمجھنا تھا جسے سمجھا رہا ہوںye nādānī nahīñ to kyā hai dānishsamajhnā thā jise samjhā rahā hūñ