Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Lala Kanji Mal Saba

b. 1792

Poems

Meter
  1. sahar jab bistar-e-rāhat se vo rashk-e-qamar uṭhāġhulāmī us kī maiñ ḳhurshīd le teġh-o-sipar uṭhā
  2. bhaṭkā phire hai majnūñ lailā ke qāfile meñye pūchhtā ke yāro mahmil kidhar gayā hai
  3. sabā ham ne to hargiz kuchh na dekhā jazb-e-ulfat meñġhalat ye bāt kahte haiñ ke dil ko rāh hai dil se
  4. kyā tū ne kuchh sabā se ai tund ḳhū kahā hairotā huā idhar se bā chashm tar gayā hai
  5. nāseh nasīhateñ ye kahāñ yād rahtī haiñhazrat abhī kisī se tabī.at lagī nahīñ