Poet
Iftikhar Shafi
b. 1973
Poems
- جز قربت جاں پردۂ جاں کوئی نہیں تھاوہ تھا تو وہاں اور جہاں کوئی نہیں تھاjuz qurbat jāñ parda-e-jāñ koī nahīñ thāvo thā to vahāñ aur jahāñ koī nahīñ thā
- سب طرح کے حالات کو امکان میں رکھاہر لمحہ اسے سوچ میں وجدان میں رکھاsab tarah ke hālāt ko imkān meñ rakhāhar lamha use soch meñ vijdān meñ rakhā
- سنا ہے ایسے بھی ہوتے ہیں لوگ دنیا میںکہ جن سے ملیے تو تنہائی ختم ہوتی ہےsunā hai aise bhī hote haiñ log duniyā meñke jin se miliye to tanhā.ī ḳhatm hotī hai