Poet
Hasrat Mohani
حسرت موہانی1875–1951Born in MohanDied in Lucknow
Syed Fazl-ul-Hasan, known as Hasrat Mohani, was a ghazal poet and a campaigner for Indian independence. A graduate of M.A.O. College, Aligarh, he founded the journal Urdu-e-Mualla in 1903 and was imprisoned by the British for his writing and politics. He moved the demand for complete independence at the 1921 Congress session and is credited with the slogan Inquilab Zindabad. His ghazal Chupke Chupke Raat Din is widely sung.
Writes about
- Love
- Freedom
- Devotion to Krishna
Poems
- کٹ گئی احتیاط عشق میں عمرہم سے اظہار مدعا نہ ہواkaṭ ga.ī ehtiyāt ishq meñ umrham se iz.hār-e-mudda.ā na huā
- کہاں ہم کہاں وصل جاناں کی حسرتؔبہت ہے انہیں اک نظر دیکھ لیناkahāñ ham kahāñ vasl jānāñ kī hasratbahut hai unheñ ik nazar dekh lenā
- ملتے ہیں اس ادا سے کہ گویا خفا نہیںکیا آپ کی نگاہ سے ہم آشنا نہیںmilte haiñ is adā se ke goyā ḳhafā nahīñkyā āp kī nigāh se ham āshnā nahīñ
- واقف ہیں خوب آپ کے طرز جفا سے ہماظہار التفات کی زحمت نہ کیجیےvāqif haiñ ḳhūb āp ke tarz-e-jafā se hamiz.hār-e-iltifāt kī zahmat na kījiye
- وفا تجھ سے اے بے وفا چاہتا ہوںمری سادگی دیکھ کیا چاہتا ہوںvafā tujh se ai be vafā chāhtā hūñmirī sādgī dekh kyā chāhtā hūñ
- ہم جور پرستوں پہ گماں ترک وفا کایہ وہم کہیں تم کو گنہ گار نہ کر دےham jaur parastoñ pe gumāñ tark-e-vafā kāye vahm kahīñ tum ko gunah gār na kar de
- ہم کیا کریں اگر نہ تری آرزو کریںدنیا میں اور بھی کوئی تیرے سوا ہے کیاham kyā kareñ agar na tirī ārzū kareñduniyā meñ aur bhī koī tere sivā hai kyā