Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Habeeb Moosavi

حبیب موسوی

Poems

  1. likh kar muqatta.āt meñ deñ un ko arziyāñjo dā.ire the kāsa-e-dast-e-gadā hue
  2. mohtasib tū ne kyā gar jām-e-sahbā pāsh pāshjubba-o-ammāma ham kar deñge sārā pāsh pāsh
  3. maikade ko jā ke dekh ā.ūñ ye hasrat dil meñ haizāhid is miṭṭī kī ulfat merī āb-o-gul meñ hai
  4. mai kada hai shaiḳh sāhab ye koī masjid nahīñāp shāyad ā.e haiñ rindoñ ke bahkā.e hue
  5. nāseh ye va.az-o-pand hai be kār jā.egāham se bhī bāda kash haiñ kahīñ pārsā hue
  6. yūñ ātī haiñ ab mere tanaffus kī sadā.eñjis tarah se detā hai koī nauha gar āvāz