Poet
غلام یحییٰ حضورعظیم آبادی
Poems
- آبرو الفت میں اگر چاہئےرکھنی سدا چشم کو تر چاہئےābrū ulfat meñ agar chāhiyerakhnī sadā chashm ko tar chāhiye
- آنکھوں کا خدا ہی ہے یہ آنسو کی ہے گر موجکشتی بچے کیوں کر جو رہے آٹھ پہر موجānkhoñ kā ḳhudā hī hai ye ānsū kī hai gar maujkashtī bachche kyūñ kar jo rahe āṭh pahar mauj
- آئنہ ہے یہ جہاں اس میں جمال اپنا ہےصورت غیر کہاں ہے یہ خیال اپنا ہےā.īna hai ye jahāñ is meñ jamāl apnā haisūrat-e-ġhair kahāñ hai ye ḳhayāl apnā hai
- اس شوخ سے کیا کیجئے اظہار تمنایہ لوگ کوئی سنتے ہیں گفتار تمناus shoḳh se kyā kījiye iz.hār-e-tamannāye log koī sunte haiñ guftār-e-tamannā
- اشک آنکھوں کے اندر نہ رہا ہے نہ رہے گایہ طفل ہے ابتر نہ رہا ہے نہ رہے گاashk ānkhoñ ke andar na rahā hai na rahegāye tifl hai abtar na rahā hai na rahegā
- بعد مکیں مکاں کا گر بام رہا تو کیا ہواآپ ہی جب رہے نہیں نام رہا تو کیا ہواba.ad makīñ makāñ kā gar bām rahā to kyā huāāp hī jab rahe nahīñ nām rahā to kyā huā
- ٹک دیکھیو یہ ابروئے خم دار وہی ہےکشتہ ہوں میں جس کا سو یہ تروار وہی ہےṭuk dekhiyo ye abrū-e-ḳham dār vahī haikushta hūñ maiñ jis kā so ye tarvār vahī hai
- جب سے گیا ہے وہ مرا ایمان زندگیکافر ہو جس کے دل میں ہو ارمان زندگیjab se gayā hai vo mirā īmān-e-zindagīkāfir ho jis ke dil meñ ho armān-e-zindagī
- جو یوں آپ بیرون در جائیں گےخدا جانے کس کس کے گھر جائیں گےjo yūñ āp beron-e-dar jā.eñgeḳhudā jāne kis kis ke ghar jā.eñge
- جہاں میں کہاں باہم الفت رہی ہےمگر صرف صاحب سلامت رہی ہےjahāñ meñ kahāñ bāham ulfat rahī haimagar sirf sāhab salāmat rahī hai
- دل بہ از کعبہ ہے یاراں جبہ سائی چاہیےہے خدا کا گھر یہی لیکن صفائی چاہیےdil ba az ka.aba hai yārāñ jubba sā.ī chāhiyehai ḳhudā kā ghar yahī lekin safā.ī chāhiye
- شجر باغ جہاں کا تھا جہاں تک سب ثمر لایامگر اک نخل آہ اس میں نہ ہم نے کچھ اثر پایاshajar bāġh-e-jahāñ kā thā jahāñ tak sab samar lāyāmagar ik naḳhl āh is meñ na ham ne kuchh asar pāyā
- عمر گئی الفت زر جی سے الٰہی نہ گئیمو سفید ہو گئے پر دل کی سیاسی نہ گئیumr ga.ī ulfat-e-zar jī se ilāhī na ga.īmū safed ho ga.e par dil kī siyāsī na ga.ī
- غیر آئے پیچھے پا گئے مجرے کا بار پہلےہم آہ بیٹھے رہ گئے آئے ہزار پہلےġhair ā.e pīchhe pā ga.e mujre kā bār pahleham āh baiṭhe rah ga.e ā.e hazār pahle
- کیا رفو کرنے لگا ہے جا بھی ناداں یک طرفپھٹ چلی چھاتی کوئی دم میں گریباں یک طرفkyā rafū karne lagā hai jā bhī nādāñ yak tarafphaṭ chalī chhātī koī dam meñ garebāñ yak taraf
- گلعذار اور بھی یوں رکھتے ہیں رنگ اور نمکپر مرے یار کے چہرے کا سا ڈھنگ اور نمکgulizār aur bhī yūñ rakhte haiñ rang aur namakpar mire yār ke chehre kā sā ḍhang aur namak
- مجھ سے مڑنے کی نیں کسی رو سےچشم رکھتا ہوں تیری ابرو سےmujh se muṛne kī naiñ kisī ro sechashm rakhtā hūñ terī abrū se
- محزوں نہ ہو حضورؔ اب آتا ہے یار اپناکرتا ہے فضل تجھ پر پروردگار اپناmahzoñ na ho huzūr ab ātā hai yār apnākartā hai fazl tujh par parvardigār apnā
- ہر شجر کے تئیں ہوتا ہے ثمر سے پیوندآہ کو کیوں نہیں ہوتا ہے اثر سے پیوندhar shajar ke ta.īñ hotā hai samar se paivandāh ko kyūñ nahīñ hotā hai asar se paivand
- یوں تو دل ہر کدام رکھتا ہےاہل دل ہونا کام رکھتا ہےyūñ to dil har kadum rakhtā haiahl-e-dil honā kām rakhtā hai
- یہ دل ہی جلوہ گاہ ہے اس خوش خرام کادیکھا تو صرف نام ہے بیت الحرام کاye dil hī jalva gāh hai is ḳhush ḳhirām kādekhā to sirf nām hai bīt alharām kā