Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Chandu Lal Bahadur Shadan

چندو لعل بہادر شادان

1763–1845

Poems

Meter
  1. ātā nahīñ jo sāmne māre hijāb keham dil se haiñ nisār isī āftāb ke
  2. bharosa hai tirā hī aur hai tere sivā kis kāna deve āsrā jab to mujhe ho āsrā kis kā
  3. jab ġhunche ne sar apnā garebāñ se nikālābulbul ne qadam phir na gulistāñ se nikālā
  4. jalva gar thā har jagah ka.aba thā yā but ḳhāna thāghar hazāroñ the magar vo ek sāhab ḳhāna thā
  5. hairāñ thā ke dil merā kahāñ jā ke chhupā haijugnū kī tarah yār kī dastār meñ chamkā
  6. nūr thā yā shola thā yā barq yā ḳhurshīd thākuchh to ai mūsā kaho kyā thā vo jalva tūr kā
  7. nekī kā koī kām hī āyā nahīñ mujh sekyā hove gā anjām mirā kuchh nahīñ ma.alūm