Poet
بشیر الدین احمد دہلوی
Poems
- پوچھتے ہیں وہ عشق کا مطلباب نکل جائے گا مرا مطلبpūchhte haiñ vo ishq kā matlabab nikal jā.egā mirā matlab
- جب ملیں گے کہ اب ملیں گے آپنہیں معلوم کب ملیں گے آپjab mileñge ke ab mileñge āpnahīñ ma.alūm kab mileñge āp
- چراغ اس نے بجھا بھی دیا جلا بھی دیایہ میری قبر پہ منظر نیا دکھا بھی دیاcharāġh us ne bujhā bhī diyā jalā bhī diyāye merī qabr pe manzar nayā dikhā bhī diyā
- ذوق الفت اب بھی ہے راحت کا ارماں اب بھی ہےدل پریشاں روح ترساں چشم گریاں اب بھی ہےzauq-e-ulfat ab bhī hai rāhat kā armāñ ab bhī haidil pareshāñ rūh tarsāñ chashm-e-giryāñ ab bhī hai
- کون کہتا ہے نسیم سحری آتی ہےنکہت گل میں بسی ایک پری آتی ہےkaun kahtā hai nasīm-e-saharī ātī hainik.hat-e-gul meñ basī ek parī ātī hai
- لڑ ہی جائے کسی نگار سے آنکھکاش ٹھہرے کہیں قرار سے آنکھlaṛ hī jā.e kisī nigār se ānkhkāsh ṭhahre kahīñ qarār se ānkh
- ہے دنیا میں زباں میری اگر بندمگر معنی کے مجھ پر کب ہیں در بندhai duniyā meñ zabāñ merī agar bandmagar ma.anī ke mujh par kab haiñ dar band
- وہ اپنے مطلب کی کہہ رہے ہیں زبان پر گو ہے بات میریکبھی وہ ملتا ہے دشمنوں سے کبھی وہ ملتا ہے مجھ سے آ کرvo apne matlab kī kah rahe haiñ zabān par go hai bāt merīkabhī vo miltā hai dushmanoñ se kabhī vo miltā hai mujh se ā kar