Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Badr Azimabadi

Poems

Meter
  1. āj ik ustād ne jal kar kahāsab ke sab shāgird nāma.aqūl haiñ
  2. jhūṭ kī ādat burī hai jhūṭ mat bolā karojhūṭ kī ādat rahī to ek din pachhtā.oge
  3. savāl jab bhī maiñ pūchhūñ to muñh ko takte hohai bāt sharm kī yūñ apne honṭ sī lenā
  4. lā.o to benit zarā us kī murammat kar dūñġhair hāzir rahā kartā hai bahut dīvānā