Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ahmad Mushtaq

Poems

Meter
  1. are kyūñ ḍar rahe ho jangal seye koī ādmī kī bastī hai
  2. balā kī chamak us ke chehra pe thīmujhe kyā ḳhabar thī ke mar jā.egā
  3. bahut udās ho tum aur maiñ bhī baiṭhā hūñga.e dinoñ kī kamar se kamar lagā.e hue
  4. jab shām utartī hai kiyā dil pe guzartī haisāhil ne bahut pūchhā ḳhāmosh rahā pānī
  5. jaise pau phaṭ rahī ho jangal meñyūñ koī muskurā.e jātā hai
  6. sang uṭhānā to baṛī bāt hai ab shahr ke logānkh uṭhā kar bhī nahīñ dekhte dīvāne ko
  7. guzre hazār bādal palkoñ ke sā.e sā.eutre hazār sūraj ik shah nashīn-e-dil par
  8. milne kī ye kaun ghaṛī thībāhar hijr kī rāt khaṛī thī
  9. vahāñ salām ko ātī hai nange pā.oñ bahārkhule the phūl jahāñ tere muskurāne se