Poet
آزاد انصاری
Poems
- حق بنا باطل بنا ناقص بنا کامل بناجو بنانا ہو بنا لیکن کسی قابل بناhaq banā bātil banā nāqis banā kāmil banājo banānā ho banā lekin kisī qābil banā
- ستم دوست فکر عداوت کہاں تککہاں تک وفا سے بغاوت کہاں تکsitam dost fikr-e-adāvat kahāñ takkahāñ tak vafā se baġhāvat kahāñ tak
- نہ پوچھو کون ہیں کیوں راہ میں ناچار بیٹھے ہیںمسافر ہیں سفر کرنے کی ہمت ہار بیٹھے ہیںna pūchho kaun haiñ kyūñ rāh meñ nāchār baiṭhe haiñmusāfir haiñ safar karne kī himmat hār baiṭhe haiñ
- یہ اک شان خدا ہے میں نہیں ہوںوہی جلوہ نما ہے میں نہیں ہوںye ik shān-e-ḳhudā hai maiñ nahīñ hūñvahī jalva numā hai maiñ nahīñ hūñ