Poetry
Rajaz Musaddas Salim
رجز مسدس سالم- بیتے دنوں کی تو اگر تحریر لکھاپنے قلم سے وقت کی تقدیر لکھbīte dinoñ kī to agar tahrīr likhapne qalam se vaqt kī taqdīr likhZafar Hashmi (b. 1945)
- یہ مجھ میں جو بے انتہا تنہائی ہےاس دشت کی آب و ہوا تنہائی ہےye mujh meñ jo be intihā tanhā.ī haiis dasht kī āb-o-havā tanhā.ī haiYahya Khan Yusuf Zai (b. 1981)