
Poem of the day · Ghazal
Mirza Ghalib
1797–1869dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai?āḳhir is dard kī davā kyā hai?ham haiñ mushtāq aur vo bezāryā ilāhī ye mājrā kyā hai?maiñ bhī muñh meñ zabān rakhtā hūñkāsh pūchho ke mudda.ā kyā haijab ke tujh bin nahīñ koī maujūdphir ye hangāma ai ḳhudā kyā hai?4 of 11 shersRead the whole ghazal
