Poet
Umar Farooq
Poems
- چلو چراغ بجھا کر ذرا سا دیکھیں ہمیہ کائنات کسے ڈھونڈنے نکلتی ہےchalo charāġh bujhā kar zarā sā dekheñ hamye kā.ināt kise ḍhūñḍne nikaltī hai
- اب کوئے صنم چار قدم ہی کا سفر ہےکچھ اور مسافت کو ٹھہر کیوں نہیں جاتےab kū-e-sanam chār qadam hī kā safar haikuchh aur masāfat ko ṭhahar kyūñ nahīñ jāte
- اٹھے جو تیرے در سے تو دنیا سمٹ گئیبیٹھے تھے تیرے در پہ زمانہ لیے ہوئےuṭhe jo tere dar se to duniyā simaṭ ga.ībaiṭhe the tere dar pe zamāna liye hue
- بدن کا بوجھ اٹھانا بھی اب محال ہواجو خود سے ہار کے بیٹھے تو پھر یہ حال ہواbadan kā bojh uṭhānā bhī ab muhāl huājo ḳhud se hār ke baiṭhe to phir ye hāl huā
- مجھے خرید رہے ہیں مرے سبھی اپنےمیں بک تو جاؤں مگر سامنے تو آئے کوئیmujhe ḳharīd rahe haiñ mire sabhī apnemaiñ bik to jā.ūñ magar sāmne to ā.e koī
- مرے مالک مجھے اس خاک سے بے گھر نہ کرنامحبت کے سفر میں چلتے چلتے تھک گیا ہوں میںmire mālik mujhe is ḳhāk se be ghar na karnāmohabbat ke safar meñ chalte chalte thak gayā hūñ maiñ
- ہمیں تو ٹوٹی ہوئی کشتیاں نہیں دکھتیںہمارے گھر سے ہی دریا دکھائی دیتا ہےhameñ to ṭūṭī huī kashtiyāñ nahīñ dikhtīñhamāre ghar se hī dariyā dikhā.ī detā hai