Poet
Qamar Badayuni
1876–1941
Poems
- عید کا دن ہے گلے آج تو مل لے ظالمرسم دنیا بھی ہے موقع بھی ہے دستور بھی ہےe.id kā din hai gale āj to mil le zālimrasm-e-duniyā bhī hai mauqa.a bhī hai dastūr bhī hai
- کہوں کچھ ان سے مگر یہ خیال ہوتا ہےشکایتوں کا نتیجہ ملال ہوتا ہےkahūñ kuchh un se magar ye ḳhayāl hotā haishikāyatoñ kā natīja malāl hotā hai
- نامہ بر تو ہی بتا تو نے تو دیکھے ہوں گےکیسے ہوتے ہیں وہ خط جن کے جواب آتے ہیںnāma bar tū hī batā tū ne to dekhe hoñgekaise hote haiñ vo ḳhat jin ke javāb āte haiñ